Tuesday, November 26, 2013

(Armaghan-e-Hijaz-26) (دراج کی پرواز میں ہے شوکت شاہین) Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-e-Shaheen




دراج    کي پرواز ميں ہے شوکت شاہيںحيرت ميں ہے صياد، يہ شاہيں ہے کہ دراج!
ہر قوم کے افکار ميں پيدا ہے تلاطم
مشرق ميں ہے فردائے قيامت کي نمود آج
فطرت کے تقاضوں سے ہوا حشر پہ مجبور
وہ مردہ کہ تھا بانگ سرافيل کا محتاج
 
 
Durraj Ki Parwaz Mein Hai Shaukat-E-Shaheen
Hairat Mein Hai Sayyadm Ye Shaheen Hai Kh Durraj !
Har Qoum Ke Afkar Mein Paida Hai Talatum
Mashriq Mein Hai Farda’ay Qayamat Ki Namood Aaj
Fitrat Ke Taqazon Se Huwa Hashar Pe Majboor
Woh Murda Kh Tha Bang-E-Sarafeel Ka Mohtaj
 
 
THE AMANNENSIS OF MULLAH ZAIGHUM
From the Note Book of MuIlah Zada Zaightttu Lolabi of Kashmir
5
 
In quail’s flight looks the hawk’s grandeur and grace,
The hunter knows not, of quail or hawk’s face.

In each race thought see a flood and storm,
In East see the future doom’s day form.

The nature forced him to bring a great doom,
Like dead he needed the Seraph’s horn zoom.
 
 
 

0 comments:

Post a Comment